MAIN YESHU KO DOST JANTA
TUNE: I’ve Found A Friend In Jesus
Lyricist: H. Mansell
मैं यीशु को दोस्त जानता |
मैं यीशु को दोस्त जानता,
वह है सब कुछ मुझ को,
दस हजारों में वह दिल को
है महबूब;
वह कमाल नजात दिहिन्दा,
मैं देखता उस ही को,
उस में हूं में पाक ओ कामिल
और मरगूब ।
अफ़सोस में वह तसल्ली;
तकलीफ में है पनाह,
वह मेरे सारे दुःख ले जाता खूब;
वह सलामती का बादशाह,
नूरानी तारा है,
दस हजारों में वह दिल का
है महबूब ।
वह मेरी सारी रंजिश और
ग़म ले जाता है,
इम्तिहान में वह है क़िलाबन्द पनाह
वह दिल में अभी आके
गुनाह मिटाता है,
और जोरावर मुझ को करता
बीच इस राह;
सो दुनियां मुझे छोड़े,
शैतान दे इम्तिहान,
यीशु से पहुंचूं मंजिल-इ-मक़सूद;
वह तो कामिल रहनुमा और
नूरानी तारा है,
दस हजारों में वह दिल का
है महबूब ।
वह मुझे हरगिज छोड़ के
तर्क नहीं करेगा,
जो में पूरा करूं उसकी मरजी को,
वह आतशी दीवार है,
जो मुझे घेरेगा,
और आसमानी खाना
देवेगा मुझ को
तब उड़के उसका चिहरा
आसमान में देखूंगा,
और होऊंगा दाइमी
खुशी से मरगूब,
वह शादमानी है आसमान की,
नूरानी तारा है,
दस हजारों में वह दिल का
है महबूब ।
Main Yeshu ko dost jaanta |
Main Yeshu ko dost jaanta,
voh hai sab kuchh mujh ko,
das hazaaron mein voh dil ko
hai mahboob;
voh kamaal najaat dihinda,
main dekhta us hi ko,
us mein hun mein paak o kaamil
aur margoob
afsos mein voh tasalli;
takleeph mein hai panaah,
voh mere saare duhkh le jaata khoob;
voh salaamti ka baadshaah,
nooraani taara hai,
das hazaaron mein voh dil ka
hai mahboob.
Voh meri saari ranjish aur
gam le jaata hai,
imtihaan mein voh hai qilaaband panaah
voh dil mein abhee aake
gunaah mitaata hai,
aur zoraavar mujh ko karata
beech is raah;
so duniyaan mujhe chhode,
shaitaan de imtihaan,
Yeshu se pahunchun manjil-i-maqsood;
voh to kaamil rahnuma aur
nooraani taara hai,
das hazaaron mein voh dil ka
hai mahboob.
Voh mujhe hargiz chhod ke
tark nahin karega,
jo mein poora karoon usaki marzi ko,
voh aatshee deevaar hai,
jo mujhe gherega,
aur aasamaani khaana
devega mujh ko
tab udke uska chehra
aasmaan mein dekhunga,
aur hounga daimee
khushi se margoob,
voh shaadmaani hai aasmaan ki,
nooraani taara hai,
das hazaaron mein voh dil ka
hai mehboob.